Dm Bb C Dm Awaarapan, banjarapan, F Dm Am Ek halaa hai sinay mein. Dm Bb C Dm Har dam har pal bechaini hai - F Dm Am Kaun balaa hai sinay mein? Verse 1: F Dm Is dharti par jis pal suraj, Bb C Dm Roz saveere ugta hai... F Dm Is dharti par jis pal suraj, Bb C Dm Roz saveere ugta hai - F Bb Apne liye to thik usi pal, F Am Roz dhalaa hai sinay mein. Dm Bb C Dm Awaarapan, banjarapan, F Dm Am Ek halaa hai sinay mein. Verse 2: F Dm Jaane yeh kaisi aag lagi hai, Bb C Dm Jis mein dhua na chingari... F Dm Jaane yeh kaisi aag lagi hai, Bb C Dm Jis mein dhua na chingari - F Bb Ho na ho us par kahin koi, F Am Khwaab jalaa hai sinay mein. Dm Bb C Dm Awaarapan, banjarapan, F Dm Am Ek halaa hai sinay mein. Verse 3: F Dm Jis raste par tapta suraj Bb C Dm Sari raat nahi dhalta... F Dm Jis raste par tapta suraj Bb C Dm Sari raat nahi dhalta - F Bb Ishq ki aise raha guzar ko F Am Hum ne chuna hai sinay mein. Dm Bb C Dm Awaarapan, banjarapan, F Dm Am Ek halaa hai sinay mein. Verse 4: F Dm Kahan kise ke liye hai mumkin, Bb C Dm Sab ke liye ek sa hona... F Dm Kahan kise ke liye hai mumkin, Bb C Dm Sab ke liye ek sa hona - F Bb Thoda sa dil mera bura hai, F Am Thoda bhalaa hai sinay mein. Dm Bb C Dm Awaarapan, banjarapan, F Dm Am Ek halaa hai sinay mein.