[Chorus] E C#m B E Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai E C#m B E Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai E C#m B A Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye E C#m B A Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye [Verse 1] E G#m B E Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin E G#m B E Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin E C#m B A Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye E C#m B A Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye [Verse 2] E C#m B E Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai E C#m B A Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain E C#m B A Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain E G#m B E Ye gesuon ki ghani chhaon hain meri khatir E C#m B A Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain E C#m B A Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain [Verse 3] E C#m B E Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai E C#m B A Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein C#m B A Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main C#m B A Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main E C#m B A Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein E C#m B A Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein [Verse 4] E C#m B A Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai E C#m B A Ki jaise tu mujhe chaahegi umr bhar yoohin G#m B A Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yoohin E C#m B A Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin E C#m B A Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin [Chorus] E C#m B E Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai E C#m B E Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai