x[Verse] E C#m B E Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai E C#m B E Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai E C#m B A Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye A C#m B A Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye E, G#m B E Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin E, G#m B E Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin E C#m B A Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye E C#m B A Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye [Verse] E C#m B E Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai E C#m B A Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain A C#m B A Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain E G#m B E Ye gesuon ki ghani chhaon hain meri khatir E C#m B A Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain C#m B A Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain [Verse] E F#m B G#m Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai G#m B A E Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein C#m B A Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main C#m B A E Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main E C#m B A Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein C#m B A E Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein [Verse] E C#m B A Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai C#m B A Ki jaise tu mujhe chaahegi umr bhar yoohin G#m B A Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yoohin C#m B A Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin C#m B A E Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin [Outro] Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai